Hello friends ajj me apko btaunga ki kiss trah se ham apne computer me software install kar sakte hai
Yaha par vlc media player ka example diya gya hain, jiske aap jaan jaoge kaise install karna hain. sabhi software same tarike se install kiye jaate hain.1 Step
sabse pehle jo software install karne hain uske icon jo setup naam se hoga us par click karne hain.
2.step
language select kare.
3Step
steup par click karte hi ab aapke saamne ek popup window open hogi usme next button par click karne hain.
3 Step
Ab jab tak finish botton show nahi hota aapko next next karte jaana hain. jab finish botton show ho tab aap us software apne desktop par jaakar opan kar sakte hain.
To dosto is trah aap easily koi b software install kr skte ho agar apko koi problem are hai software install krne me to plz comment kijiye me apki help krunga or apko post kese lgi btana mt bhuliyega social sites pr share b krna agar apko mere post achi lgi ho to
1 comments:
Click here for commentsnice post sir keep it
ConversionConversion EmoticonEmoticon