Hello Friends
Jb B Hm Blogspot Pr Blog Bnatte Hai To Hm Starting Me Free Domain .Tk Ya Koi Or
Domain Attach Kr Lete Hai Bt Kuch Time Bad Hm Chahte Hai Ki Hm Apne Blog Me
Paid Domain Add Kre Bt Tb Hme Apne Free Wale Domain Ko Htane Me Problem Ati Hai
Ajj Me Apko Btaunga Ki .Tk Domain Apne Blog Se Kese Htaye(Remove) Kre
Iske Liye Kuch
Steps Hai Jinhe Follow Krke Aapp Easily Apna .Tk Remove Kr Skte Hai
- Sbse Pehle Aap Www.Dot.Tk Site Open Kre.
- Ab Aap Login Kre .
- Apni Id And Password Dale.
- Login Hone Ke Bad My Domain Me Jay.
- Ab Aap DNS Management Open Kre.
- DNS Management Me Apne Pehle Kuch Fields
Bhare The Cname Wali .Tk Ko Apne Blogspot Se Jodte Time.
- Ab Aap .Tk Remove Krna Chahte Hai To Us Code Ko
Delete Krde.....
- Ab Apka DNS Managment Ka Kam Khtm Ho Gya
Hai
- Ab Apko Blogger Ki Setting Me Jake Basic
Open Krne Hai ......
- Basic Me Apko Apne .Tk Domain Name Ke Samne
Remove Ka Option Hoga Use Remove Krde
- Ab Apka .Tk Domain Remove Ho Gya Hai .
.....Apko Ye Jankare Kese Lgi Plz Comment Me Btaiyega Or Share
Krna Mt Bhuliyega.
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
ConversionConversion EmoticonEmoticon