Hello
Friends Web In Hindi Me Apka Swaggat Hai
Is Post Me Apko Free Hosting Me Php
Upload File Program Ko Upload Karne Ke Barre Me Btaunga.
Dosto Php
Upload Function Ek Esa Function Hota Hai Jiska Use File Upload Krne Ke Liye
Kiya Jata Hai Jese Apne Kai Websites Pr Dekha Hoga Ki Upload Function Lga Hota
Hai Janha Ham Apni Koi Be File Apne Computer Se Upload Kar Skte Hai.
To Chliye Ab ,Me Apko Btata
Hu Ki Apne Kya Krna Hai.Sbse Pehe
Apko Www.000webhost.Com Website Open
Karne Hai. Abapko Sign
Up Par Click Karke Signup Karna Hai.
Sare
Information Fillup Krke Sign Up Pr Click Kar Dena Hai
Note-Sign Up
Krte Smaye App Website Me Apna Domain Name Be Dal Skte Ho Jese Www.Webinhindi.In
Agar Apke
Pass Koi Domain Name Nhi Hai To Aap Sirf Apna Webinhindi(Koi Be Name) He
Daloge Domain Name Apko 000webhosting
Wale He Dege Free Me Fir Apka Domain Name Is Trah Se Hoga
Webinhindi.00webhostapp.Com.
Ab Apki
Email Id Par Ek Msg Ayega Confirmation Massage Apko Apni Email Id
Open Karke
Use Confirm Karna Hai Or Ab Aap Firse 000webshost.Com Ki Website Par Jaker Log
In Karoge
Ab Login
Hone Ke Bad Apko Phone No Confirm Karna Hai Uske Liye Apko Ek Verification
Number Dikhaya Jayega Or Ek Number Pr Use Bhejne Ke Liye Bola Jayega Apko Us
Verification Ko Us Number Par Bhej Dena Hai
Apka No
Verified Hote He Aap Control Pannel Me Phunch Jaoge Janha Se Hosting Ka Sara
Control Apko Mill Jayega
Ab Apke Pass
Control Pannel Ke Option A Jayege
Ab Aap
000webhosting Ke File Manager Me Redirect(Phunch) Ho Jaoge
Public_Html
Wale Folder Ko Open Karna Hai .Ye Folder
Empty(Khali Hoga) ab public_html folder ke ander
Jese Image
Me Dikhaya Gya Hai .Ab Apke Pass Select Files Krne Ka Option Ayega.
App Apne
Computer Se index.php File Ko Yanha
Upload Kroge
Mene Niche index.php Ki Codding Btayi Hai Aap Ise Yanha Se Copy Karke Pehle Apne Computer Notepad
Me Paste Krke index.php Ke Name Se Save Karde.
App Ise
Pehle Se He Save Rakhe Computer Me.
Ab Apko
Uploads Ka Folder Bnana Hai Folder Bnane Ke Liye Apke Pass Right Side Ke Top Me
Option Hoga
Jese Image Me Dikhaya Gya Hai.
Isme Apko
New Folder Par Click Krke Uploads Name Ka Folder Bna Lega Hai Bs
Ab Apka File
Manager Ka Sara Kam Khtm Hota Hai Ab Apke Pass Image Kit Rah index.php And
Uploads Folder Show Hoge.
Ab Apko New
Tab Me Apna Domain Name Dalker Enter Krna Hai Jo Apko Signup Krte Time Milla
Tha
Jese Mera
Webinhindi.00webhostapp.Com
Ab Apka
Address Khulte He Apke Pass File Upload Ka Function Ayega Jesa Image Me Dekhaya
Gya Hai.
Ab Apko Koi
Be File Select Krne Hai Apne Computer Se jese Mene Image Select Ki Hai Jiska
Name Desert Hai
Select Krne
Ke Bad Bs Apko Upload Pr Click Kr Dena Hai.
Jese He Apke
File Upload Hogi Apke Pass Clicked Likha Hua A Jayega Jese Niche Image Me
Dikhaya Gya Hai.
Ab Apko Apne
000webhost Ke File Manager Jo Apne Upload Folder Bnaya Tha Usme Apko Upload Ki
Hue File Show Hogi Jo Be Apne Upload Ki Hai Jese Mene Desert Name Ki Image
Upload Ki The.
Yanha Aap Image Par Click Krke Ise Download ,Rename Etc Kr Skte Ho.
Is Trah Aap
Kisi Be Type Ki File Like Image ,Video,Songs
Pdf Etc Upload Krke Apne Hosting Me Rakh Skte Ho
Apko Mere
How To Upload Php Upload File Program In Free Webhosting Post Kese Lgi Comment Me Jrrur
Btaiyega Agar Apko Koi Be Problem Arhe Hai To Aap Comment Me Puch Skte Hai Mai Comment Me Apki Problem Solve Krunga
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
Also Read-
8 comments
Click here for commentssir acha likhte ho ..app
ReplyHello sir plz help me
Replyhangi abdul g boliye kya help chahiye apko
ReplySir mera pas 000webhost.com ka account he lekin phpscript upload nahi horaha plz sir aap upload karke do plz
Replyabdul g aap mujhe detail me apne problem btao kya apne account achi trah se bna liya hai means mobile number or email dono confirmed kar di hai na jb aap apna mobile number confirm kroge tbhi apke pass file upload krne ka option ayega aap mujhe btao ki kya error ara hai file upload karne me
ReplySir aap apna facebook id do
Reply
Replyaap mere email id par mujhe apni problem detail me btao
mere email id hai bhupenderkashyap122@gmail.com
Impressive writing. You have the power to keep the reader occupied with your quality content and style of writing. I encourage you to write more.
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon