Paytm Me Password Change Kaise Kare-
Friends Ajj Me Apko Btaunga Ki Aap Kis Trah Se Apne Paytm Account Ka Password Change Kar Skte Ho Iske Liye Aap Mere Dwara Btaye Gye Steps Ko Follow Kijiye Apka Password Change Ho Jayega.
Step1-Aap Apne Paytm Account Me Number Aur Password Dalkar Login Kar Lijiye.
Step2-Ab Aap Profile Par Click Kijiye.
Step3-Ab Security And Setting Par Click Kijiye
Step4-Ab Change Password Par Click Kijiye.
Step5-Ab Current Password Me Apna Current Password Daliye
Step6-New Password Me Apna Nya Password Daliye And Retype New Password Me B Nya Wala Password Dalkar Save Par Click Kr Lijiye.
Ab Apke Pass Msg Show Hoga Ki Apka Password Sussesfully Change Ho Gya Hai.
Paytm Ki Kuch Other Settings-
Apko Security And Setting Option Me Change Password Ke Niche 2nd Option Show Ho Raha Hoga
Option2-Set Passcode Yanha Apko Koi 4 Number Ka Code Enter Karna Hai Jesa Image Me Dikhaya Gya Hai
And Uske Bad Apko Dobara Enter Karna Hai Passcode.Iska Advantages
Ye Hai Ki Apka Paytm Pehle Se Jyada Secure Ho Jayega.
Option3-Paytm Assist-Yanha Aap Apne Paytm Assist Ko On Rakhe Iska Apko Ye Fayda Hai Ki Paytm Assist Ki Help Se Aap Fastly And Surakshit Payment Kar Sakte Hai,Isme Otp Submit Karna Easy Hota Hai.
Option4-Enable App Lock Password-Is Option Ki Madad Se Aap Apne Paytm Passbook Me Pattern Lock Lga Skte Ho Bychance Kisi Ko Agar Apke Paytm Ka Password Pta B Ho Fir B Woapki Passbook Me Money Nhi Dekh Skta Ki Kitni Money Hai Apke Account Me
Option5-Saved Card-Saved Card Me App Apne Credit Or Debit Card Ki Detail Save Kr Skte Ho Jisse Aap Fast Payment Kar Skte Ho Apko Payment Krte Samye Dobara Se Bank Detail Alne Ki Jrrurt Ne Hogi
Option6-Delivery Address-Delivery Address Me Aap Click Karke Address Set Kar Skte Ho Means Jb B Aap Paytm Ke Through Shopping Krte Ho To Apka Saman Jis Address Pr Aye.
To Dosto Is Prkar Aap Paytm Ki Full Setting Kar Sakte Ho Me Ummid Karta Hu Ki Apko Mere Ye Post Achi Lgi Hogi Or Ye Apke Liye Useful Sabit Hogi.
Plz Mere Post Ko Social Sites Pr Apne Dosto Ke Sath Share Kare.
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
Also read-
1 comments:
Click here for commentsConversionConversion EmoticonEmoticon