Type Of Cards
In Banking System-
Banking System
Me 3 Trah Ke Card Hote Hai,Debit Card,Credit Card Prepaid Card
To Chaliye
Ham Sabse Pehle Debit Card Ke Bare Me
Bat Karte Hai
Debit Card-
Apni Dalily Life Me Mostly People Debit Card Ka Use Karte Hai ,Simply Language
Me Debit Card Ko Atm Card Kaha Jata Hai.Debit Card Ka Mtlb Hota Hai Ki Jitna
Customer Ke Ban K Account Me Balance Hota Hai Utna Ham Debit Card Ki Madad Se
Uske Account Se Withdraw(Nikal) Sakte Hai.
·
Debit
Card Ke Liye Hmare Pass Bank Account Ka Hona Jrruri Hai
·
Debit
Card Hmare Bank Account Se Link Hota Hai
·
Debit Card
Withdraw Ke Liye Hmare Account Me Balance Hona Jrruri Hai
·
Debit
Card Se Ham Atm Se Money Withdraw Kar Skte Hai Or Online Purchase Kar Skte Hai
·
Debit
Card Ki Madad Se Ham Dusre Account Me Me Money Trasfer Kar Sakte Hai
·
Debit
Card Apko Bank Ke Dwara Free Of Cost Provide Kiya Jata Hai
Credit Card-
Credit Card
Me Hm Debit Card Ki Trah He Atm Machine Se Money Withdraw Kar Sakte Hai But
Credit Card Me Limit Set Hoti Hai Money
Withdraw Karwane Ki,Credit Card Sbhi Logo Ko Issue Nhi Hota ,Credit Card Logo
Ke Annual Income Ke Upper Depend Karta Hai.
·
Credit
Card Bank Dwara Issue Kiye Jate Hai Ya Fir Non Banks Authority But Jo Rbi Dwara
Approved Hoti Hai
·
Credit
Card Ka Use Aap India Me To Kar Skte He Ho(Domestically) Balki Other
Country(Internationally) Me B Iska Use Kar Skte Ho
·
Credit
Card Ki Mdad Se Ham Kisi Account Me,Kisi Debit Card Me,Kisi Credit Card
Me,Prepaid Card Me Money Bhej Sakte Hai
Prepaid Card-
Prepaid Card
Ka Use Is Bat Pe Depend Karta Hai Ki Ise Issue Kiske Dwara Kiya Gya Hai,Ise
Banks Or Non Banks Be Issue Karte Hai
Prepaid Card
Lene Ke Liye Customer Ko Advance Me
Amount Pay Karma Hota Hai,Ye Amount Customer Ke Prepaid Card Me Store Ho Jata
Hai Or Wo Jab Chahe To Ise Use Kar Skta Hai.
·
Prepaid
Card Hmare Bank Account Se Link Ne Hota
·
Aap
Maximum 50000 Rs Kbhi B Apne Card Me Jma
Karwa Skte Hai
·
Jo
Prepaid Card Bank Ke Dwara Issue Hote Hai Aap Uska Upyog Atm Se Money Withdrawn
Karne ,Online Shopping Etc Karne Ke Liye Use Kar Skte Ho
·
Domestic
Transfer Kar Skte Ho Ek Account Se Dusre Account Me,Is Trah Ke Card Ko Open
System Prepaid Card Kaha Jata Hai
Or Jo Prepaid Card Non Banks Authorised Dwara Issue Kiye Jate Hai Unhe Semi Closed System Prepaid Card Kaha
Jata Hai.Inka Use Aap Sirf Online Purchasing
Aur Fund Transfer Karne Ke Liye Kar Skte Ho Domestically(Means Only In India)
Prepaid Card Ki Ek Kmi Hai Ki Aap Iska Use Sirf Domestic Puposes Ke Liye
He Kar Skte Ho
Diffrence Between Debit Card And Credit Card-
·
Debit
Card Only Bank Dwara Issue Kiye Jate
Hai But Credit Card Bank Aur Non Bank Authority(Rbi Approved) Dwara Provide
Kiye Jate Hai
·
.Debit
Card Bank Account Hote Hai But Credit Card
Provider Par Depend Karta Hai
Bank Dwara Provide Kiye Gye Credit Card Bank Account Se Link Hote Hai
Non Bank Authority Wale Nhi Hote
Difference Between Debit Card And Prepaid Card-
·
Dono
Ka Upyog Money Withdrawan Krne Ke Liye
Hota Hai Jitna Card Me Balance Hota Hai
·
Dono
Ka Use Online Purchasing ,Point Of Sale(Pos) Karne Ke Liye Hota Hai…… …………
·
Debit
Card Kisi Be Amount Ko Store Kar Sakta Hai
But Prepaid Card Ek Time Me Only
50000 Limit Ka Amount He Store Kar Skta Hai..
·
Debit Card
Sirf Banks Bank Dwara Issue
Krwaye Jate Hai But Prepaid Card
Bank Or Non Bank Entities Dono Ke Dwara Issue Krwaye Jate Hai Ka Use .
·
Debit
Card Ka Use Karke Ham Atm Machine Se Money Nikal Sakte Hai But Prepaid Card Ka
Use Kake Ham Atm Machine Se Money Nahi
Nikal Sakte.
Some Banks Full Forms-
PNB-PUNJAB NATIONAL BANK
HDFC-HOUSING DEVLOPMENT FINANCE
CORPORATION
ICICI-INDUSTRIAL CREDIT AND INVESTMENT CORPORATION OF INDIA
IDBI-INDUSTRIAL DEVELOPMENT BANK
OF INDIA
IFCI-INDUSTRIAL FINACE CORPORATION
OF INDIA
ConversionConversion EmoticonEmoticon