Hello
friends ajj me apko btaunga ki kis trah se hm apne website (php website,html
etc) me facebook share ,like button ko easily implement kar sakte hai.
Ye sb karne
ke liye apko mere dwara btaye gye kuch steps follow karne pdege –
Sbse pehle
aap https://developers.facebook.com/docs/plugins/
is link ko open kijiye.
Ab aap like
button par click kijiye
Ab apke
samne like button configure ka button show hoga ise open kijiye
Yanha apko
apne website ki kuch details fill karne hai
is ke place
par apne website ka url enter kare
ab aap get
code par click kar dijiye
ab apko
yanha javascript ke 2 codes milege apko inko copy karke ek sath apne website me
place kar dena hai jis jgah aap like and share button show karwana chahte ho.b
Fb save
button kese use kare-
Iske liye b
apko same process karne hai save button par click kijiye or form me apne
website enter kijiye or fir get code se apna code leker website me paste kar
dijiye isse aapki website me save facebook ka option show hoga ..means jb b
kisi visitor ko hmare website achi lge to wo save facebook option par click
karega or hmare website uske facebook account me save ho jayegi means hmare
website uske fb account me bookmark ho jayegi or wo bar bar hmare website par
visit karega isse hmare website ki traffic bdega jo seo and online money earn
ke liye bhut jrruri hai.
Facebook page
Post ko website me kese embeded kare-(means facebook page ke post ko apne
website me kese show kare)
Iske liye
apko option mee embedded post par click
karna hai uske bad aap url of post
me apne facebook page ka url address
dalkar get code se code le lijiye
Or use
website me place kar dijiye isse apki website me fb page ki posts show hona
shuru ho jayegi.
Facebook comment box kese add kare website
me-
Iske liye
apko comment option select karna hai ab aap
comment link configure par click karke apne website ka url enter kar
dijiye isse apko ye fayda hoga ki user
apni facebook id se direct apki website par comment kar payega.
Me ummid
karta hu ki apko jankari achi lgi hogi agar koi b swal ho to aap comment me puch sakte hai.
Also Read-Cyberliker Se Like Kaise Bdaye
ConversionConversion EmoticonEmoticon