App Jante Ho
Ki Ajkl Digital Marketing Means Seo Search Engine Optimization Ki Kaffi Dimand Hai Ajkl Ke Time Me Aap Kanhi
Be Seo Ke Job Ke Liye Jaoge To Apko Job Aram Se Mil Jayegi Iske Liye Apko Kuch
Topics Ki Teyari Karne Padegi Interview Me Jane Se Pehle Sirf 2 Din Me Aap Ye Teyari Aram Se Kar Sakte
Ho Or Seo Job Ka Interview Clear Kar Sakte Ho.Ajj Me Apko Is Post Me Un Sbhi
Important Topic Ke Bare Me Btane Wala Hu.To App Dhyan Se Mere Dwara Btaye Gye topic Ko Ache Se Teyar Kar Lijiye.
Seo Executive
Job Ke Liye Preparation Kese Kare-
Search Engine
Submission-Dosto Aap Sabse Pehle To Youtube,Google Etc Se Search Engine Me Apne
Website Ko Submit Karna Sikh Le, Achi Trah Se ,Means Aap
Google,Yahoo,Yandex,Bing Search Engine Ke Websmasters Tools Ke Bare Me Achi Se
Jan Le Internet Se .
Sitemap And
Rebot.Txt –Ab Apka Agla Kam Hai Sitemap Bnana And Rebot.Txt File Bnana …..
Web Directory
Submisstion-Aap Google Par Seach Kar Sakte Ho Best Web Directory Submission
Websites Wanha Apko Kaffi Web Submittion Websites Mil Jayegi Aap Wanha Se Achi
Trah Se Web Directory Submission Ki Practice Kar Lijiye Kiunki Wanha Se Apko
Backlink Milti Hai Is Liye Web Submition Ke Bare Me Jankare Hona Bhut Jrruri Hai.
Ppt(powerpoint) Submission-Aap
Ppt Create Karne Ki Practice Kijiye Apne Website Se Related Or Un Ppt Ko Free
Ppt Submiistion Website Me Submit Kijiye Wanha Se Hame Kaffi Traffic Milta Hai
Meta Teg Description-Aap
Apne Website Ke Liye Meta Teg,Meta,Description,Title Etc Bnana Sikh Lijiye Because
Interview Me Apse Isi Ke Bare Me Pucha Jane Wala Hai.
Or Be Kai
Fector Hai Jinke Bare Me Apko Pta Hona Chahiye-
Alt Teg-Alt
Teg Ko Ham Apne Image Me Add Karte Hai Kai Bar Intenet Problem Ki Wajah Se
Picture Show Nhi Hoti Tb Hame Alt Teg Me Add Kiya Gya Word Dikhayi Deta Hai.
Google Updtes-Google
Search Engine Apni Algoritham Me Kafi Updates Karta Rahta Hai Google
Panda,Penguin Etc In Sbhi Ke Bare Me Google Se Achi Trah Pad Le Apko Youtube Me
Be Iske Bare Me Achi Trah Se Hindi Me Jankari Mil Jayegi.
Keyword Research
Tool-Keyword Research Tool Ke Bare Me Achi Trah Se Study Kar Lijiye Ki Kon Kon
Se Tool Hai Jinki Madad Se Ham Apne Website
Me Keyword Research Kar Sake Iske Liye Do Best Tool Hai Jinka Bhut Jyada
Use Hota Hai Keyword Research Me Keyword Planner And Semrush.
Seo Techniques-
Seo Ki 2 Technique Hoti Hai White Hat And Black Hat Seo.
Social Bookmarking- Social Bookmarking Me Alag Alag Social Sites Kar Apne Profile Bnakar Apne Website Ki Marketing
Karne Hoti Hai Means Apni Website Share Karne Hoti Hai.
High Page
Rank Website Me Backlinks Bnana-
Seo Me Hame
High Page Rank Wali Website Me Backlinks
Create Karne Ani Chahiye Kiunki Isse Hmare Website Par Acha Khasa Traffic A
Jata Hai
Seo Interview
Question And Answers-Aapko Janha Kanhi Be Seo Ki Interview Question Answers
Google Ya Koi Be Search Engine Par Mil Jaye Aap Unhe Achi Trah Se Pad Le
Interview Par Jane Se Pehle .
Me Umid
Karta Hu Ki Mere Ye Post Apke Job Interview Me Kaffi Help Karegi Agar Apka Koi
Be Swal Ho To Aap Mujse Contact Kar Sakte Ho Me Apki Puri Sahayata Karne Ki
Koshish Karunga.
Thank You
3 comments
Click here for commentsnice post bro keep it up acha Blog hai apka
Replynice post sir koi acha sa blog suggest kardo jisse Me achi trah se seo sikh saku
ReplySam aap searchengineland website follow Kare ye Best website hai seo Ke liye
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon