.php aur .html Extension Kaise Remove Kare

.php aur .html Extension  Kaise Remove Kare

Hello friends ajj me apko btaunga ki kis trah se ham .html and .php extension ko remove karna sikhaunga.sbse pehle to aap ye jan lijiye ki extensions kya hoti hai
www.sonuwap.ga/index.php

jesa ki aap 1st aur 2nd example me dekh skte ho ki domain name ke last me index.php aur index.html
hai inme .php aur .html ko he extension kaha jata hai
extensions-.php,.html

extension remove karna kiu jaruri hai-
Dosto ye swal sbhi ke man me a raha hoga ki extension kiu remove kare.to chaliye me apko iska reason btata hu ki kiu ye jrruri hai remove karna.
Dosto jesa ki aap dekhte ho kisi b website ka url agar
www.sonuwap.ga/index.php ho to wo dekhne me professional nhi lagta
but agar apka url www.sonuwap.ga/index ho to ye ekdm professional lagta hai or sath he ye seo ke liye b jrruri hai kinki jitna url chota hota hai utni jaldi he google use index karta hai
ajkl app jyadatar websites par dekh skte ho ki sbhi website owner apni site ki extension remove krke rakh skte hai/ to me asha karta hu ki apko ab ye bat achi trah se samajh a gyi hogi ki kiu ye jrruri hai

Php Extension remove kaise kare-

1-firstly aap apne webhosting ke dashboard me login ho jaiye
2-secondly aap .htaccess name ki file create kijiye
3.ab aap niche diye gye code ko copy karke apne .access file me  paste kar dijiye. Aur save kar digiye

RewriteEngine On
RewriteCond %{REQUEST_FILENAME} !-f
RewriteRule ^([^\.]+)$ $1.php [NC,L]



4.ab aap apne website ke index file ko open kijiye



.php aur .html Extension  Kaise Remove Kare


Apke pass is trah ke jitne b link hoge aap sare me se .php ki extension remove kar de tab apke pass is trah ke link ban jayege
.php aur .html Extension  Kaise Remove Kare


Html extension remove –

RewriteEngine On
RewriteCond %{REQUEST_FILENAME} !-f
RewriteRule ^([^\.]+)$ $1.html [NC,L]


Godaddy user .php extension kese remove kare-
Godaddy company ne apne webhosting me kuch updates kiye hai uske hisab se apko extra code use karna padega .htaccess file me jo niche diya gya hai.







Options +MultiViews
RewriteEngine On
RewriteCond %{REQUEST_FILENAME} !-d
RewriteCond %{REQUEST_FILENAME} !-f
RewriteRule ^([^\.]+)$ $1.php [NC,L]

Remove html extension-
Options +MultiViews
RewriteEngine On
RewriteCond %{REQUEST_FILENAME} !-d
RewriteCond %{REQUEST_FILENAME} !-f
RewriteRule ^([^\.]+)$ $1.html [NC,L]

Agar apko .htaccess file create karne me koi b problem a rhe hai to aap comment me puch skte ho me apki pure help karunga
Mere dwara bnayi gyi kuch php website jisme mene  extension remove ki hai aap check kar skte ho inhe open karke

Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
sam thakur
admin
14 March 2018 at 07:17 ×

nice info sir g apki sare post bhut achi hai

Congrats bro sam thakur you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar
Thanks for your comment