Mvc Framework In Php-
What Is Php Framework-Php Framework Files Ki Ek Collection Hota Hai Jinhe Ek
Sath(Together) Oragnise Kiya Jata Hai Devlopment Ko Easy Bnane Ke Liye.Php
Framework Hmare Project Me Security And
Efficency Add Karte Hai Jo Ki Harek Project Ke Liye Bhut Jaruri Hai.Framework
Ka Use Krke Ham Sql Injection,Xss Attacks Etc Se Secure Hote Hai.
Framework Functinality Ka Setup Hota Hai Jiska Use Web Devloper Ke Dwara Kiya Jata Hai,Framework Devlopers Ki Jobs Ko Easy Bna Deta Hai Kiunki Isme Pehle Se He Ready Made Function And Methods Hote Hai Jinka Use Karke Devlopers Apne Project Me Karte Hai Iska Sbse Bda Fayda Ye Hai Ki Devlopers Ka Kam Kam Ho Jata Hai .
Market Me Bhut Trah Ke Framework Available Hai Jese Codeignitor,Lavrel,Cakephp Etc
Ajj Mere Is Post Me Ham Codeignitor Ke Bare Me Bat Karege.
Codeignitor Kya Hai-Best Php Framework
Codeignitor Ek Php Framework Hai ,Ye Ek Lightweight Framework Hai Jiska Mostly Sbhi Devlopers Mostly Use Kar Rahe Hai.
Iski Sbse Badi Khasiyat Ye Hai Ki Ci Framework Sbse Easy Hai Dusre Framework Ke Compare Me Tbhi Iska Mostly Use Ho Raha Hai.
Codeignitor Work Kese Karta Hai-
Codeignitor Mvc Design Pattern Ke According Kam Karta Hai …Apke Dimak Me Sawal A Raha Hoga Ki Mvc Kya Hai.
Mvc-(Model View Controller)-Yanha Model View Controller 3 Part Hai Tinno Ka Use Different Purpose Ke Liye Kiya Jata Hai-
Model Ka Use- Model Ka Use Backend Functionality Ko Bnane(Create) Karne Ke Liya Kiya Jata Hai.
Jese Database Banana ,Connection Bnana,Quries Related Ke Liye Model Ka Use Kiya Jata Hai
View Ka Use- View Ka Use Front End Work Ke Liye Kiya Jata Hai Jese Html And Css Liberaries Bnanae Ke Liye.
Controllar-Controllar Ka Use Action Ke Liye Jata Hai Means Controller Ka Mainley Work Model And View Ke Bich Connection Bnana Hota Hai
Codeignitor Ka Use Kiu Kare-
Codeignitor Ka Use Karne Ke Bhut Se Karan Hai …..
1-Light Weighted- Iski Sbse Badi Khasiyat Ye Hai Ye Light Weight Hai Means Iska Size Bhut Kam Hota Hai .Size Kam Hone Ke Karan Hmare Server Par Kam Load Padta Hai Jis Karan Hmare Website Ki Speed Fast Rehti Hai.
2-Prebuild Function Liberaries- Yanha Apko Readymade Liberaries Mil Jayegi .Means Ready Made Function Mil Jate Hai Jiski Wajah Se Hame Jyada Coding Ki Jrrurt Nhi Rehti.
3-Asynchronous Technique Support-
Codignitor Asynchronous Technique Ko Support Karta Hai Jiske Karan Developer Ese Application Devlopes Kar Pate Hai Jo Fast Loading Hoti Hai Means Fast Load Karti Hai.
4-Seo Friendly Development Mode- Ye Hame Seo Friendly Url Generate Karne Ki Facility Provide Karta Hai
5 Modification Ka Sare (Entire) Model Par Effect Nahi Padta Hai-
Agar Ham Model Me Kuch Be Changes Karte Hai To Iska Effect Pure Articheture(View) Par Nahi Padta Because (Kiunki) Ye Sab Ek Dusre Par Depend Nahi Karte Hai.
Codeignitor Disadvantages-
1- Increase Complexity
2- Need Multiple Programmer-Yanha Hame Bahut Se Programmer Ki Jrrurat Hoti Hai.
3- Knowledge Of Multiple Language Need-Yanha Hame Bhut Se Language Ki Jankari Hona Jrruri Hai Jese Html,Css,Php Etc Tbhi Ham Iska Use Kar Sakte Hai.
4- Developers Ko Yanha Designing Means Clint Side Code Aur Html Code Ki Knowledge Honi Jrruri Hai.
5- Inefficency Of Data Access In View Part Of Mvc
Apko Internat
Par Kaffi Codeigniter Tutorial Mil Jayege Janha Se Aap Is Framework Ko Achi
Trah Se Sikh Sakte Hai
Me Ummid Karta Hu Ki Apkayi Hoo Mere Ye Post Pasand Ayi Hogi ..Agar Apka Koi Sawal Ho To Aap Mujse Comment Me Puch Sakte Hai
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
Also read-
2 comments
Click here for commentsnice information sir
Replybhut bdiya post hai codeigniter ke Lite, sir codeigniter login registration system ke bare Me post kare
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon