Hello FriendsHelpmeduniya Blog Me Apka Swaggat Hai Mere Is Post Me Apko Me Html Ke Bare Me Btaunga.
HTML Kya Hai
HTML-Hypertext Markup Lanugauge
HTML Ka Use Web Pages aur Web Application Ko Create Krne Ke Liye Kiya Jata Hai Jb Be Hm Internet Use Karte Hai To Jitney Be Pages Khulte Hai Wo Sbhi Webpages Hote Hai Or Un Sbhi Ko Html Ka Use Karke Bnaya Jata Hai.
Html Me Tegs Ka Use Kiya Jata Hai .
Html Ka Formate Kesa Hota Hai-
Dosto Ye Html Ka Formate Hai Iska Use Krke He Sare Web Pages Create Kiye Jate Hai.
Title-Title Ke Ander Aap Apne Page Ka Title Likhoge.
Body-Body Me Aap Content Likhoge Jo Aap Page Par Show Karana Chahte Ho
Ye Sbhi Kuch Krne Ke Bad Apko Ise Notepad Me Index.Html Ke Name Se Save Karna Hai(App Kisi Be Name Se Save Kar Skte Ho Bs Apko Name Ke Piche .Html Extension Add Karni Hai)
Ab Save Hone Ke Bad Is File Ko Kisi Be Browser Me Open Kare.
Apka Html Program Run Ho Jayega.
Agar Aap Mere Diye Hue Is Html Ke Code Ko Copy Krke Direct(Bina Editing Kiye Hue) Notepad Me Save Karke Run Karte Ho Jo Apko Output Is Parkar Se Ayegi Jese Niche Image Me Dikhaya Gya Hai.
Apko Hmare Ye Post Kese Lgi Comment Me Jrrure Btaiyega.
5 comments
Click here for commentsnice post bro but thoda or details jaruri hai visit our site html kya hai,html se website kaise banaye www.hindimenotes.com
Replywww.hindimenotes.com
ReplyPlz visit our other website for more information www.webinhindi.in
Replythanks for comment
Replythanks for comment
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon