Hello
Friends Ajj Me Apko Btaunga Ki Kese Hm Mysql Me Database Bna Skte Hai
Sbse Pehle
Apko Wampserver Ki Jrrurt Pdegi Apko Sbse Pehle Wampserver Download Krke
Install Karna Pdega Apne Computer Me.
Ab Startwamp
Pr Jakar Wamp Ko Start Karna Hai
Ab Apko Apne
Computer Ke Kisi Be Browser Ko Open Karke Localhost/Phpmyadmin
Type Karna
Hai.
Ab Apka
Phpmyadmin Ka Page Open Ho Jayega Janha Apke Pass Database Create Karne Ka
Option Ayega Jesa Aap
Image Me Dekh Rhe Ho Ab Apko
Create New
Database Me Apne Database Ka Name Enter Krna Hai Uske Bad Crete Par Click Krde
Ab Apko Msg
Dikhega Ki Apka Database Create Ho Chukka Hai
Ab Apke Pass Table Bnane Ka
Option Yega Janha Apko Table Ka Name Dalna Hai Or Number Of Field Dalni Hai Aap
Apni Marji Se Table Name Or Field Dal Skte Ho Ab Apko Go Par Click Krna Hai
Note-Agar
Apko 4 Field Ki Jrrurt Hai To 5 Dale Kiunki First Filed Primary Hoti Hai Wanha
Id Dalna Jrruri Hota Hai.Means Jitni Field Ki Jrrurt Apko Usse 1 Extra Field
Choose Kare.Yanha Mujhe 2 Field Ki Jrrurt Hai Fname Or Lname Ki To Me 3 Field
Choose Kr Raha Hu.
Ab Apke Pass
Table Bnane Ke Liye Window Open Hogi Jis Trah Image Me Dikhaya Gya Hai
Ab Apko 1st
Field Me Id Dalni Hai
2nd
Me Mai Fname Dal Raha Hu
3rd
Me Mail Name Dal Raha Hu
Type-Isme
Hme Data Type Dalna Hai Hm Apni Marji Se Dal Skte Hai
Length/Values-Isme
Hm Length Dalege Kuch Be Jitni Be Hm Chahte Hai
Ab Sirf Hme
Auto Increment Ke Age Ek Checkbox Hai Use Tick Mark Krke Save Par Click Krna
Hai Jisse Hmara Dababase And Table Create Ho Jayege .....Last Me Apke Pass Ye
Msg Ayega Jese Mene Niche Image Me Btaya Hai
Is Parkar
Aap Easily Database And Tables Create Kar Skte Ho Mysql Me.
Thank You
Team Gajabwap
Web In Hindi
ConversionConversion EmoticonEmoticon