Wordpress Ke Kuch Jrruri Plugins-Full Detail In Hindi

Wordpress Ke Kuch Jrruri Plugins

Hello Friends Web In Hindi Me Apka Swaggat Hai Ajj Me Apko Wordpress Ke Kuch Plugins Ke Bare Me Btane Wala Hu Jo Apke Liye Bhut Helpful Sabit Hoge Agar Aap Wordpress Me Koi Website Bnana Chahte Ho To.

Contect Form7- Ye Ek Bdiya Plugin Hai Contect Form Bnanae Ke  Liye, Agar Aap New Blogger Hai To Apke Man Me Swaal A Raha Hoga Ki Contect  Form Kya Hota Hai To Lijiye Iska Answer Hai Ki Ye Ek Esa Form Hota Hai Jiske Jriye  Apke Visitors Or Customers Apse Contect Kar Skte Hai,Is Form Ko Ham Apne Website Me Lgate Hai Janha Visitor Isme Apne Email Id ,Name Aur Message Dalta Hai Jo Apko Bhejna Hota Hai  Iska Sbse Bda Fayda Ye Hai Ki Visitor Ko Apse Contect Krne Me Jyada Time Nhi Lgta Wo Directly Apki Website Se Apko Message Kar Skta Hai.

Easy Facebook Like Box- Is Plugin Ka Use Karke Ham Apni Wordpress Website Me  Apne Facebook Fage Ko Connect Kar Skte Hai ,Ise Connect Krne Se Hmare Facebook Page Ka Link Website Se Jud Jata Hai
Or Hmare Visitor Hmare Website Pr Single Click Se Hmara Facebook Page Like Kar Skte Hai

Youtube Scriber Plugin- You Tube Scriber Plugin Ka Use Kakre Aap Apne Whtssap Channel Ya Channel Ki Koi Video Apne Page Se Linkup Kr Skte Ho Jiska Sbse Bda Fayda Ye Hota Hai Ki Apki Website Ke Visitor Apke Youtube Channel Pr Jakar Video Dekhte Hai Or Apke Channel Ko Scribe Kar Skte Hai

Wp-Google-Map- Is Plugin Ki Help Se Aap Apne Website Me Koi Be Jgah Means Page Me Ya Post Me Apni Location Set Kar Skte Ho .

Paypal Donation- Is Plugins Ka Use Krke Aap Donation Le Skte Ho ,Means Apne Koi Website Bnaye Hai Or Sath He App Poor Logo Ki Help Krna Chahte Ho Aap Unke Liye Donation Ikatha Karna Chahte Ho To Ye Plugin Apke Liye Bhut Helpful Hoga ,Apko Bas Itna Karna Hai Ki Is Plugin Ko Apne Website Me Lgana Hai Or Apka Paypal Account Hona Jarruri Hai Apko Is Plugin Me Apne Paypal Id Set Karne Hai Or Is Plugin Ko Apni Website Me Set Kar Dena Hai Jiske Bad Apke Visitor Easily Donation Send Kar Skte Hai
Me Umid Karta Hu Ki Apko Mere Ye Post “Wordpress Ke Kuch Jrruri Plugins”  Achi Lgi Hogi ,Ye Apke Liye Bhut Helpful Sabit Hogi Aap Ise Apne Friends Ke Sath Social Sites Par Share Karna Mat Bhuliyega.
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
Also Read-
Previous
Next Post »

2 comments

Click here for comments
dworld
admin
23 December 2016 at 10:34 ×

www.dworldledlight.in

Reply
avatar
sam thakur
admin
1 August 2017 at 07:21 ×

Nice post sir aap bhut acha likhte ho

Reply
avatar
Thanks for your comment