How to increase blogger traffic
Hello
Friends Web In Hindi Me Apka Swaggat Hai Ajj Me Apko
Btauna Ki Aap Kis Trah Aap Apne Website Me Traffic Bda Skte Ho.Agar Apki Website Me visitor Nhi Arhe To App Earning Be Kuch Nhi
Kar Paoge Agar Aap Website Se Paisa Kmana Chahte Hai To Visitor Ka Jyada Hona
Bhut Jrruri Hai Apki Website Par Iske Liye .Jis Trah Hmare Sharer Ke Ander Atma
Hoti Hai Atma Ki Wajah Se He Hm Jivit Hai Usi Trah Website Ke Liye Visitors (Traffic) Jrruri Hai .Agar Hm Simple
Shbdo Me Khe To Hm Keh Skte Hai Ki “Visitor Blog Ki Atma Hai”
Visitor Or
Traffic Kya Hai-
Visitor Vo Hote Hai Jo Log Hmare Website Pr
Visit Krte Hai Means Ate Hai Or Hmare Post Ko Pdte Hai.
Ajj Me
Apko Kuch Tips De Raha Hu Agar Aap Inhe Follow Karege To Me Apko 100 % Garrenty Deta Hu Aap Apni Website Par
10 Gunna Jyada Traffic Gain(Bda) kar Skte Ho Wo Be Sirf 1 Ya 2 Dinno Me-
1.Post
Regularly(Daily Post Kare)-
“Daily Km Se Km Ek Post Jrrur Kare “Isse Hmare Visitor Ko Pta Chlta Hai
Ki Hm Active Blogger Hai,Or Wo Hmare Blogger Par Ana Psand Krte Hai Jb Unhe Koi
Be Problem Aye To.Or Isse Hmare Visitor Pr Acha Impression Pdta Hai Jisse Vo
Hmare Regular Visitor Bn Jate Hai.
2.Socail
Sites Par Post Share Kare-
Ye Sbse Jrruri Hai Ki Hm Apni Sare “Post Ko Social
Sites Par Share Kare”
Isse
Bhut Jyada Traffic Ata Hai Hmare Website Me,App Mere
Website Ka Example Le Skte Ho Pichle Hfte Tk Mere Website Me Ek Din Me Sirf 70-80 Visitor Per Day Ate The Bt Jbse Mene
Apne Website Ki Sare Posts Ko Share Krna Shuru Kiya Me Khud Visitors Ko
Dekhkar Heraan Hu Mere Website Par Per Day 1000+ Visitor Ho Gye Hai 3 4 Dinno Se. Dosto
Ye Sbse Acha Trika Hai Traffic Bdane Ka.
3.Sharing
Time(Share Karne Ka Smaye)-
App “Posts Ko Morning Or Evening Me 5 Ke Bad Share
Kare” Isse Apke Website Pr Visitor Jyada Ayege Kiunki India Me Jyadatr
Log Morning Me Or After 5 Pm Jyada Online Rehte Hai,Isi Karan Visitor Ke Online Ane ke Time Ke Anusaar Post
Share Krne Shi Rehta Hai.
4.Post Update
Kare-
“Post Update Krne Se Be Traffic Bhut Jaldi Bad Jati Hai.”..Mtlb Aap Apni
Posts Check Kro Agar Apko Unme Koi Kmiya Najar A Rhe Hai To Un Kmiyo Ko
Dur Kro (Correction Kro) ,Esa Krne Se Apki Website Ka 30% Traffic Adhik Ho Jata Hai.
Agar Aap
Mere Btaye Gye In Kuch Tips Ko Follow Kroge To Me Apko 100% Garrenty
De Raha Hu Apka Traffic Bdne Se Koi Ne Rok Skta Ye Sare Tips Follow Krke Mene
Web In Hindi Website Ki Traffic Bdayi Hai Or Me Chahta Hu Ki Aap Be
Inka Labh Uthaye.
Website traffic calculator-Google Analytics Ka use Karke aap Apni website Ka traffic check kar sakte hai
Note-Agar
Aap Chahte Hai Ki Hmare Website Gajabwap WebinHindi Ke Sare Visitors Apki Website Par Be
Aye To Aap Mere Email Id bhupenderkashyap122@gmail.com Pr Mujhe Apne Blog Ka Name,Or Wo Kis
Bare Me Likhkar Bheje Me Apko Apne Website Me Free
Backlink Dunga Ya Aap Comment Me Be Bta Skte Hai.
To Friends
Me Ummid Krta Hu Ki Apko Mere Post ”Website
Me Traffic Kese Bdaye”
Achi
Lgi Hogi Or Mere Is Post Ko Social
Sites Google Plus,Twitter,Fb Pr
Share Karna Mat Bhuliyega.
3 comments
Click here for commentsAapke blog par daily kitna traffic aa raha hai kitne pageviews ho rahe hain mera blog hindimegyaan.com hai
Replybakki din mere blog par 800 se 1000 tk traffick ata hai ajj mere blog pr 4000 trafic hai me khud shocked hu ekdm se itna traffic bd gya
ReplyBadiya Post Hai Aapka Blog Bhi Badiya Hai
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon