Http Authentication Ek Method Hai Jisme User Ko Website
Access (Open) Karne Ke Liye Username And
Password Ki Jrrurt Padti Hai.In A
Simple Word Ham Keh Sakte Hai Ki Jis User Ke Pass User Login Detail Hogi Wahi User Login Karke Website Ke Content Ko
Dekh Sakta Hai.
Ajj Mere Is
Post Me Apko Btaya Jayega Ki Kis Parkar Ham Apne Website Me Http Authentication Ko Active Kar Sakte
Hai
When We Use-Http Authentication Kiu
Use Ki Jati Hai
Jab Be Ham
Koi Website Create Kar Rahe Hote Hai Ham Apne Website Ko Agar Kisi Webshosting Me Devlop(Bna) Rahe Hai
Or Ham Chahte Hai Ki Hmare Team Member Or Website Coder He Website Ko Open
Karke Access Kar Paye Tab Ham Http Authentication Ka Use Karte Hai.Jab Be User
Website Access Karne Ke Liye Website Open Karega To Uske Pass User Login
Page Show Hoga Agar Uske Pass Hmare Http
Authentication Ka Username And Password Hoga Tabhi Wo Login Kar Payega Or Hmare
Website Ka Content Dekh Payega.
Add Http Authentication In Website-
Jab Be Hame
Authentication Add Karne Hai To Hame Apne Website Ya Project Ke Files Or Folder Ko Access Karne Ke Jrrurat
Padegi.
Note-Aap Website(Webhosting) Aur Localserver Par Kisi Project Both Jgah Me
Http Authentication Add Kar Sakte Hai.
Steps-
·
Sabse
Pehle Apne Website Ya Localserver Janha Be Apka Project Ho Wanha .Htaccess File
Hogi Use Open Kar Lijiye Notepad Me
·
Ab
Niche Diye Gye Code Ko Wanha Last Me Paste Kar Dijiye.Wanha Pehle Se Kuch Code
Hoga Apko Us Code Ke Last Me Is Code Ko Paste Karke File Ko Save Kar Dena Hai.
AuthType Basic
AuthName "Protect My Website"
AuthUserFile /xampp/htdocs/create_website_ci/.htpasswd
Require valid-user
Yanha Apko Kuch Changes Karne Hai-
Authname-Yanha "Protect My Website "Ke Place Par Apne Project
Ka Kuch Be Name De Dijiye.
Authuserfile- Yanha Aap /Xampp/Htdocs/Create_Website_Ci/.Htpasswd Ke
Place Me
Apne .Htpasswd File Ka Address De
Dijiye Jese Niche Diya Gya Address Mere Project Me .Htpasswd File
Ka Hai(Apne Project Ke Ander .Htaccess File Ke Sath He Ek Or File Create
Kar Lijiye Jiska Name .Htpasswd De Dijiye .)
Ab Aap Niche Digye Website Open Karke Apne Liye Username And Password
Create Kar Lijiye.
·
Yanha
Aap Username,Password,Confirm Password Enter Karke Apne Http Authentication Ke
Liye Password Generate Kar Lijiye
Jesa Niche Image Me Dikhaya Gya Hai
jese Mene Username & Password Sonu & Sonu Dala tha is Tool Ne Mere Password Ko Crypt Form Me Encrypt Kar diya hai Kiunki Mene CRYPT Select Kiya Tha
Yanha Username - Sonu Hai
Password-pUh2ZUH0jk5XY
·
Ab Aap Yanha Se Apna Username And Password
Copy Karke Apne Jo File Create Ki Hai .Htpasswd Us File Ko Open Karke Wanha Ise
Paste Karke Save Kar De.
Is Parkar Apki Website Me Http Authentication Easily Add(Integrate) Ho Jayegi
Ab Jab Be
Koi User Apki Website Open Karega To Uske Pass
Userlogin Page Show Hoga-
Jab Wo
Username Or Password Enter Karega Tbhi Website Access Kar Payega.
Advantages-Sabse
Bda Advantage Ye Hai Ki Iska Use Karke Hmare Website Password Protected Ban Jati Hai
Me Ummid
Karta Hu Ki Apko Mere Ye Post Achi Lagi Hohi Or Aap Achi Trah Se Samajh Gye
Hoge Ki Kis Trah Authentication Add
Karne Hai Website Me Agar Apko Ab Be Koi Problem A Rhe Hai To Aap Comment Me
Mujse Puch Sakte Hai Me Apki Puri Hell Karunga.
Thank You
Team
Gajabwap Web In Hindi
3 comments
Click here for commentsvery nice post visit my blog bro www.winfo11.tk
Replybhut He achi Post hai Sir
ReplyNice post! This is a very nice blog that I will definitively come back to more times this year! Thanks for informative post.
ReplyAirconditioning
ConversionConversion EmoticonEmoticon