Hello Friends
Ajj Me Apko Btane Wala Hu Ki App Kis Prakar Payumoney Payment Gateway Php Integration Me Data Ko Mysql Database Me Save Kar Sakte Ho
Agar Aap New
(Beginner) Hai Payment Gateway Integration Me To Sbse Pehle To Aap Payumoney
Simple Integration Karna Sikh Lijiye
Apne Website Me Ya Localhost Me Iske Liye Me Apko Link De Raha Hu Yanha Se Aap Payumoney Ke Bare Me Jan Lijiye
Or Simple Integration Karna Sikh Lijiye Uske Bad Me Ap Ye Post Read Karna
.But Agar
Aapko Payment Gateway Integration Karne Ati Hai Or Apko Database Se Connect
Karne Me Problem A Rhe Hai To Apke Liye Mere Ye Post Bhut Useful Hai Ise Dhyan
Se Padiye Or Apne Payment Gateway Integration Ko Database Se Connect Karna Sikh Lijiye.
.
Sbse Pehle
Aap Payumoney Integration Kar Lijiye Apne Website Me Ya Localhost Me Ab Apka
Kam Ata Hai Ki Apko User Ke Number Name Detail
Etc Apne Mysql Database Me Store Karne Hai .To Iske Liye Aap Mere Dwara
Btaye Gye Steps Ko Follow Kijiye Aap Easily Data Ko Apne Database Me Store Kar
Payege.
1-Sabse
Pehle Aap Success.Php Ke File Mere Dwara Diye Gye Link Se Download Kar Lijiye.
Or Database
File Be Download Kar Lijiye
Ab Aap Is
File Ko Apne Database Me import Kar Lijiye
2 Ab Apko
Kuch Changes Karne Hoge Isme Jese Success.Php File Me Sabse Top Me Mene Mysql
Connection Bnaya Hai Wanha Aap Apne Database ,Host,Username,Password Enter Kare
Apne Server Ke .
3 Ab Apko
Yanha Apne Payumoney Account Ka Salt
Enter Karna Hai Salt Me
4 -Jesa Ki
Aap Image Me Dekh Rahe Ho Yanha Mene Sql Query Use Ki Hai Information Ko Apne
Database Sql Me Store Karne Ke Liye
5- Ab Aap Save Kar Dijiye File Ko.
Ab Jab Be
Koi User Apki Website Par Payment Karega
To Uska Sare Information Aapke Database Mysql Me Store Ho Jayegi Jo
Future Me Apke Liye Useful Hogi.
Me Ummid
Karta Hu Ki Apko Mere Ye Post Achi Lgi Hogi Mene Ye Bat Note Ki Ki Jyadatar
Logo Ko Data Store Karne Me Problem A Rhe Hai Isi Liye Mene Ye Post Likhi Takki
Me Aap Logo Ki Data Store Karwane Me Help Karwa Saku.Agar Apka Koi Be Swal Hai
To Aap Mujse Comment Me Ya Mujhe Contact Form Ke Jariye Puch Sakte Hai Me Apko
Puri Sahayata Karne Ki Koshish Karunga Thank You
9 comments
Click here for commentsnice post tnx for sharing sir ji mere blog dekh ke batayenge kya ki mujhe kis topic pe blog likhna chahiye https://www.tips4youme.com
Replybro mene apka blog check kiya acha blog hai apka acha likhte ho aap keep it up and topic sare he ache hote hai ye apke uppar depend karta hai ki kis topic me apka intrest hai agar aap apne intrest ke topic likhoge to aap usme jyada acha likh paoge or jyada traffic ayega apke blog me
Replynice post sir bhut He easy language Me smjhaya hai apne
Replynice post sir Bdiya post hai yeah apki
Replysir kya aap pay money ka demo link De sakte ho mujhe
ReplyYes app mere website pat demo payumoney Integration check Kat sake Ho link
Replyhttp://sonuwap.ga/onlinepay.php
http://www.sonuwap.ga/onlinepay.php
ReplyHello there are way to approve Adsense account 2018 tricks & tips[https://www.tech2zap.tk/2018/04/adsense-approve-kaise-kareapproval-tips.html?m=1]
ReplyThanks for sharing this useful content. How to create stored procedure in mysql with example and 5 Career Pathways with an ITIL service transition certification Training
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon