Brainteepayment-Brainteepayment
Ek Payment Gateway Hai Jiski Madad Hai Ham Apne Website Me Product Online Sell
Karke Payment Collect Kar Sakte Hai .In
A Simple Words Ham Online Payment Le Sakte Hai.
Sandbox Account-Sandbox
Account Wo Account Hote Hai Jo Kisi Company Ke Dwara Uski Service Ko Pehle Test
Kanre Ke Liye Account Provide Kiye Jate Hai.Sanbox Account Me Pehle Testing Ki
Jati Hai Usi Ke Bad Iska Use Live Kiya Jata Hai.Isi Trah braintree developer Ne Be Apne Website Me Sandbox Account Ki Facility Provide Ki Hai.
Production(Live Account)-Live Account Wo Hote Hai Jinka Real Me Use Kiya Jata
Hai
Brinteepayment Par Sandbox(Testing) Account Kaise
Bnaye
·
Is Website Ko
Open Kare
·
Ab Yanha Apke
Pass Sandbox Account Create Karne Ka Form Hoga Ise Fill Kare-
·
Full Name-Yanha Apna Full Name Enter Kare
·
Company Name-Yanha Company Ka Name Likhe
·
Where Is Your
Business Located-Apka Business Jis Country Me Hai Us Country Ka Name Likhe
·
Email Address- Yanha Apna Email Address Enter Kare
·
Ab Try The Sandbox Par Click Kare.
Ab Apke Pass Ek Message Show Hoga Next Window
Me Ki Account Create Karne Ke Liye Thanks Or Apni Email Id Check Kijiye Verification Ke Liye.
Ab
Aap Apni Email Id Open Karke Check Kijiye
Yanha Apko Brainteepayment Ki Traf Se Ek Mail
Aya Hoga
Is
Mail Me Apko Link Diya Hoga Ispar Click Karna Hai
·
Ab Aap New Page
Par Redirect Hoge Janha Apko Ek Form Milega Aap Is Form Me Apna Password Enter Kijiye
·
Or Agree And Create Your Account Par Click Kar
Dijiye
·
Is Par Click
Karne Ke Bad Apka Account Create Ho Jayega Successfully Or Aap Apne Account Ke Dashboard Par Redirect
Ho Jaoge
·
Yanha Apko 3
Things Collect Karne Hai
·
Merchant ID:-**********************
·
Public Key-******************
·
Private Key-*****************
Ab Aap Inka Use Karke Easily
Brainteepayment Ko Apni Php Ya Wordpress Website Me Easily Integrate Kar Sakte
Ho
Me Apko Mere Is Post Me
Brainteepayment Ko Wordpress Woocommerce Store Me Integrate Karna Sikhaunga
Iski Madad Se Aap Online Product Ko Sell Karke Online Payment Collect Kar Sakte
Ho
To
Chaliye Apka Jyada Waqt Na Lete Hue Ham Brainteepayment Ki Integration
Wooocommerce Wordpress Me Karna Start Karte Hai.Iske Liye Apko Sabse Pehle
Braintree For Woocommerce Braintree For Woocommerce
Braintree For Woocommerce Braintree For Woocommerce
Ko Install Karna Hai Apne
Wordpress Website Me.
·
Plugin
Install Hone Ke Bad Aap Plugin Ki Setting Open Kare
·
Yanha
Apke Samne Ek Form Open Hoga Ise Fill Kare
·
Enable Sandox Mode –Ya Par Checkbox Ko
Tick Mark Kar Le
·
Sandbox Public Key-Yanha Public Key Enter Kare Jo Apko Sandbox
Account Se Milli Hai
·
Sandbox Private Key-Yanha Private Key Dale
·
Sandbox Merchant Id- Yanha Marchand Id Dale
·
Test Connection-Ab Test Connect Button Par
Click Kar De Apka Data Save Ho Jayega Processing Hoker
Ab Apko Niche Production Mode Ki Detail Dikh
Rhe Hogi Par Ham Inhe Fill Nahi Karege Kiunki Ham Sandbox Me Account Testing
Kar Rahe Hai But Agar App Apne Production Wali Id Se Real Me Payment Lena
Chahte Ho To Aap Sandbox Nhi Balki Production Mode Me Detail Fill Kare Apne
Production Account Ki
Ab Aap Save Par Click Kar De/
Is Parkar Apki Website Me Braintee Payment
Gateway Add Ho Chukka Hai Ab Aap Apne
Website Me Kisi Be Product Ki Checkout Button Par Jakar Chceck Kar Sakte Ho
Wanha Apko Braitnee Payment Ka Option Mil Jayega Aap Customer Iska Use Karke
Apko Payment Kar Sakte Hai .
Note-Agar Apka Sandbox Account Hai To Aap Test Kar Sakte Ho Ki Ye Sahi
Se Kam Kar Raha Hai Ya Nahi.
Agar Apka Account Production Hai To Apko Customer Website Par Payment
Kar Sakte Hai Easily .
To Dosto Me Ummid Karta Hu Ki Apko Mere Ye
Post Achi Lagi Hogi Agar Apko Koi Be Problem A Rhe Hai Post Ke Regarding To Aap
Mujse Comment Me Puch Sakte Ho Me Apki Puri Sahayata Karne Ke Koshish Karunga
Thank You
4 comments
Click here for commentsTumara logo tikhbkar Diya Hai download nhi Kara kya
ReplyEar mujhe mil nhi raha hai facebook par link send kar do mujhe aap
Replyvery nice post sir keep it up ese he ache Post likhte rahe hmare liye
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon