Hello Friends Ajj Me Apko Btaunga Ki Kis Prakar Ham Apni Website Me Paypal Donation Button Add Karke Donation Le Sakte Hai.
Why We Use Paypal Donation Button-Feature Of Paypal Donation Button-
Apke Mind Me Swal A Raha Hoga Ki Ham Paypal Donation Button Kiu Use Kre To Chaliye Jante Hai Ki Iska Use Kiu Or Kon Se Purpose Ke Liye Kiya Jata Hai
1. Agar Aap Apni Website Me Donation Lena Chahte Ho Means Aap Kisi Charity,Ngo And Poor Peoples Etc Logo Ki Help Karna Chahte Ho Or Unke Liye Donation Ikatha Karna Chahte Ho To Paypal Donation Button Apke Liye Bhut He Useful Hai Donation Accept Kar N Eke Liye.
2. Paypal Donation Button Setup Karna Bhut He Easy Hai Aap 3-4 Minutes Me Is Button Ka Setup Apni Website Me Kar Sakte Ho
3. Paypal Ek Esa Payment Gateway Hai Jo International Payment Gateway Hai Means Aap Other Country Se Be Payment Accept Kar Sakte Ho Means World Me Koi Be Country Ke Log Apko Money Bhej Sakte Hai.
Steps For Setup PAYPAL DONATION BUTTON-
Sabse Pehle Aap Www.Paypal.Com
Website Par Jakar Signup Karke Apna Account Bana Le Yanha Apko Apne Bank Account Ki Detail Dalakar Full Account Setup Kar Lena Hai ,Apne Debit Card Ko Apne Paypal Account Se Link Kar Lijiye .
· Agar Apki Website Php And Html Codding Se Bani Hai To Aap Niche Diye Gye Code Ko Apne Website Ke Us Place Me Add Kar Lijiye Janha Aap Donation Button Add Karna Chahte Hai
Index.php-
<center>
<h1>Paypal Donation Button</h1>
<form action="https://www.paypal.com/cgi-bin/webscr" method="post">
<input type="hidden" name="business"
value="bhupenderkashyap122@gmail.com">
<!-- Enter Your Email Id Here. -->
<input type="hidden" name="cmd" value="_donations">
<input type="hidden" name="item_name" value="FOr Poor Peoples">
<input type="hidden" name="currency_code" value="USD">
<input type="image" name="submit"
src="https://www.paypalobjects.com/en_US/i/btn/btn_donate_LG.gif"
alt="Donate">
<img alt="" width="1" height="1"
src="https://www.paypalobjects.com/en_US/i/scr/pixel.gif" >
</form>
</center>
Yanha Apko Email Id Change Karne Hai …Means Apne Jis Email Id Par Apna Paypal Account Create Kiya Hai Us Email Id Ko Yanha Enter Kijiye.
Email Id-Enter Your Paypal Email Id Here
Ab Code Ko Save Kar Dijiye Ab Is Parkar Apka Donation Button Easily Apki Website Me Integrate Ho Jayega
Wordpress Website Me Paypal Donation Button Kaise Add Kare-
Dosto Agar Apki Website Wordpress Par Hai To Apko Tension Lene Ki Jrrurt Nhi Hai Fir Be Aap Apni Wordpress Website Me Paypal Donation Button Integrate Karke Donation Le Sakte Ho
Steps For Integrate Paypal Donation Button Plugin Wordpress Website-
· Sabse Pehle Apne Wordpress Website Me Dashboard Me Plugins Open Open Kijiye
· Yanha Paypal Donation Name Ka Ek Plugin Install Kar Lijiye
· Ab Paypal Donation Plugin Ki Setting Open Kijiye
· Yanha Apni Paypal Email Id Enter Kijiye Jis Email Id Par Aap Donation Accept Karna Chahte Ho
· Ab Save Kar Dijiye
Ab Aap Apni Website Me Check Kar Sakte Ho Apki Website Me Paypal Donation Button Add Ho Gya Hoga.
Me Ummid Karta Hu Ki Apko Mere Ye Post Achi Lagi Hogi Agar Apka Koi Be Swal Hai To Aap Mujse Comment Section Me Puch Sakte Hai Me Apki Puri Sahayta Karne Ki Koshish Karunga
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
Also Read-
2 comments
Click here for commentsbhut achi post hai please visit my blog www.winfo11.tk
ReplyVisit More Updates
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon