Mysql Database Me Table Import Export Kaise Kare

Hello  Friends Kese Ho Aap Sab Ajj Me Apko Btaunga Ki Kis Parkar Ham Mysql Database  Me   Table Ko   Import  Export   Kar Sakte Hai.
 Import Export Kya Hai-
Import –Import Means Ki Ham Databse Table Ko Apne Database Me Upload Karte Hai
Export-Apne Previously Database Ko  Download Karte Hai.



Hm Import And Export Kiu Karte Hai Data Mysql Me-
Dosto Ham Jab Be Offline Localhost Par Koi Website Bnate Hai To Ham Isme Bhut Bade Bade Database Create  Karte Hai But Bad Me Jab Ham Apne Website Ko Online Server Par Upload Karte Hai  To Hame Wanha Fir Se Database Create Karne Ki Jarrurt Padti Hai Website Me Database Ka Connection Bnnnane Ke Liye Or Database Ka Website Se Thik Trah Se Work Karne Ke Liye..Is Work Me Hame Import Export Ki Jrrurt Padti Hai Ham Export Se Ham Apne Local Server Se Database Ko Download Karte Hai Or Fir Import Ki Help Se Hmare Online Server Par Upload Kar Dete Hai . Aur  Agar Hame Website Ek Server Se Dusre Server Par Be Transfer Karne Hai To Be Hame Data Ko Import Export Karne Ki Jrrurt Padti Hai.



Step For Export Database Table-
1 Sabse Pehle Aap  My Start Par Click Kare.
2-Xamp Control Pannel Par Click Kare

3-Apache And Mysql Ko Start Kare.
4-Ab Browser Me Url Me Localhost/Phpmyadmin Enter Kare
5.Ab Aap Phpmyadmin(Mysql) Data Base M Kare Redirect Ho Jaoge
6 Ab Aap Database Create Kar Lijiye Ya  Apke Pass Previous Database Hoga Use Open Kare

7-Ab Apke Samne      Export Ka Option Hai Us Par Click Kijiye And Ab Go Par Click Kijiye Apke Previous  Database Table Download Ho Jayega.

8- Ab Aap Kbhi Be Kisi Dusre Database Me Is Table Ko Import Karna Chaho To Asani Se Kar Sakte Ho.

Step For Import Database-
1-Koi Be New Database Create Kar Lijiye Database Name Dekar
2- Ab Aap Import Par Click Kare


3-Ab  Choose File Par Click Karke Apke Dwara Download Ki Gyi Database Table Sql File Ko Select Kar Lijiye

4-Go Par Click Kijiye
5 Ab Apki  Sql File  Successfully Upload  Ho Jayegi Means Apki File Import Ho Jayegi.
 Is Parkar Aap Easily Data Import Export Kar Sakte Ho.

Delete Table In Mysql-
Steps For Delete Table In Mysql-
1-Open Database(Database Open Kare)
2- Ab Drop Par Click Kare
3- Apka Table Delete Ho Jayega.

Rename Database Name In Mysql
Steps-
1-      Click On Operation(Par Click Kare)

2-       Ab Aap New Name Likhe Means Data Ko Rename Kare Or Go Par Click Karde Apka Data Successfully Rename Ho Jayega.





Me  Friends Apse Ummid Karta Hu Ki Apko Mere Ye Post Achi Lagi Hogi  Agar Apka Koi Be Swal Ho To Aap Comment Ke Jariye Mujse Puch Sakte Hai Ya Aap Fir Mujse Direct Email Par Contact Kar Sakte Hai Myemail Id Is Bhupenderkashyap122@Gmail.Com.
Thank You




Previous
Next Post »
Thanks for your comment