Shortening Url Mtlb Long Url Se Short Url Karne Ko Shortening Url Kaha Jata Hai
Url Converter Ek Acha Feature Hai. Internet World Me.Ajj Me Apko Btaunga Ki Kis Parkar Ham Apne Website Ke Url Ko Short Kar Sakte Hai.
Bitly Ek Best Website Hai Jo Hame Free Me( Url Shortner Free) Url Ko Shornening Karne Ki Facility Provide Karte Hai. Ajj Me Apko Bitly Website Ke Bare Me Detail Me Btaunga-
Why USE Bitly- Features-
Bitly Company Ke Sansthapak Peter Sturn Hai Is Website Ko 2006 Me Bnaya Gya Tha Iska Main Work Long Url Ko Short Url Me Convert Karna Hai
· Bitly Hame Short Url Ko Social Sites Like Facebook,Google,Twitter Etc Websites Par Url Share Karne Ki Service Dete Hai
· Track Url-Ji Ha Ham Bitly Se Teyar Kiye Gye Short Url Ko Trace Kar Sakte Hai Ki Hmare Dwara Share Kiye Gye Short Url Par Kitne Click Hue Or Kon Kon Se Location Ke Logo Ne Un Url Ko Click Kiye.
· Bitly Dwara Hame Ek Special Url Shortner Api Key Provide Ki Jati Hai
Create account –
· Sabse Pehle https://bitly.com/ Par Click Kare
· Ab Signup Par Click Kare
· Yanha Aap Apni Detail Dalkar Signup Kar Lijiye Ya Fir Aap Social Login Like Login With Facebook,Login With Twitter ,Login With Google Ka Use Karke Account Create Kar Sakte Ho
· Jb Aapka Account Create Ho Jayega To Login
Kar Lijiye Username And Password Dalkar
· Login Ke Bad Aap Dashboard Me Redirect Ho Jaoge
· Yanha Apke Pass Create Ka Option Hoga Yanha Click Kijiye Ab Long Url Paste Kijiye
· Ab Create Ke Button Par Click Kijiye
· Apka Url Short Ho Jayega
· Sath Me Copy Ka Option Hoga Yanha Se Copy Kar Lijiye
· Ab Aap Janha Be Us Link Ko Send Karna Chaho Ya Share Karna Chaho Kar Sakte Ho Easily
· Yanha 3 Option Hoge Copy ,Share,Edit Aap Apni Requirement Ke Hisab Se Koi Be Option Choose Kar Lijiye
Url Track Detail Kese Pata Kare-
· Apke Dwara Create Kiye Gye Kisi Be Short Url Par Click Kijiye Yanha Apke Pass Footer Section Me Url Track Ki Sare Detail Show Ho Jayegi
Social Account Kese Connect Kare-
1-Sabse Pehel Right Top Me Ek Button Hoga Us Par Click Kijiye
2-Ab Setting Par Click Kijiye
3-Ab Social Par Click Kijiye
4-Ab Connect To Twiiter Account Par Click Kijiye Account Ko Twitter Account Se Connect Karne Ke Liye
5-Connect To Facebook Par Click Karke Aap Apne Account Ko Facebook Se Connect Kar Sakte Hai
Is Parkar Ham Easily Apne Website Ke Liye Url Shortener Custom Teyar Kar Sakte Hai Free Of Cost Bina Kisi Charges Ke .Bitly Dwara Paid Plan Be Diya Jata Hai Jisme Apko Bitly Company Ko Charges Dene Padte Hai
Us Plan Me Aap Extra Bitly Deatures Ka Use Kar Sakte Hai.
Ese or be kai website hai jo hame url shorning ka feature(service) provide karte hai free of cost me
List Of Best Free Online Url Shortener
Ye Sare Best Website Hai Aap Inme Se Kisi Ka Be Use Kar Sakte Ho
Demo Bitly Links-http://bit.ly/2H2lJlk
Mere Dwara Bnaya Gya Url Shortener App Iska Use Kar Skte Ho url Ko Short Karne Ke Liye
Me Ummid Karta Ho Ki Apko Mere Ye Post Achi Lagi Hogi Or Ye Post Apke Liye Helpful Hogi Agar Apka Koi Be Sawal Ho To Aap Comment Section Me Comment Karke Puch Sakte Hai ..Or Post Ko Apne Friends Ke Sath Social Sites Like Fb,Twiiter,Google Plus Etc Par Jrrur Share Kariyega
Thank You
Team Gajabwap Web In Hindi
Also Read-
2 comments
Click here for commentsnice article very informative post
Replyvisit my blog www.winfo11.tk
Nice blog, thanks for sharing. Create Short URL
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon